MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

agar mujhe na milin tum to main ye samjhunga ke dil ki raah se hokar khushi nahin guzri agar mujhe na mile tum to main ye samjhungi ke sirf umar kati zindagi nahin guzri ghazal ka husn ho tum nazm ka shabaab ho tum sada e saaz ho tum nagma e rabaab ho tum jo dil mein subah jagaye wo aaftaab ho tum wo aaftaab ho tum agar mujhe na milin tum to main ye samjhunga mere jahaan se koi roshni nahin guzri agar mujhe na mile tum to main ye samjhungi ke sirf umar kati zindagi nahin guzri aha aha oh ho oh ho aha aha aaaa aaa aha aha ahaha aha oh ho ohho aaaa aaaa aaa fiza mein rang nazaron mein jaan hai tumse mere liye ye zameen aasmaan hai tumse khayalo khwab ki duniya jawaan hai tumse jawaan hai tumse agar mujhe na mile tum to main ye samjhungi ke khwaab khwaab rahe bekasi nahin guzri agar mujhe na milin tum to main ye samjhunga ke dil ki raah se hokar khushi nahin guzri bade yakin se maine ye haath manga hai ho meri wafa ne hamesha ka saath manga hai dilon ki pyaas ne aabe
allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam ishwar tero naam sab ko sanmati de bhagwaan sab ko sanmati de bhagwaan allah tero naam aaa aaa aaa aaa aaaa aaa aaa aaa maangon ka sindoor na chhoote maangon ka sindoor na chhoote maa behnon ki aas na toote maa behnon ki aas na toote deh bina daata deh bina bhatke na pran sab ko sanmati de bhagwaan allah tero naam o saare jag ke rakhwaale o saare jag ke rakhwaale nirbal ko bal dene waale nirbal ko bal dene waale balwaanon ko balwaanon ko de de gyan sab ko sanmati de bhagwaan allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam
ashkon ne jo paaya hai wo geeton mein diyaa hai iss par bhi suna hai ke zamaane ko gila hai ashkon ne jo paaya hai jo taar se nikali hai wo dhun sabne suni hai jo taar se nikali hai wo dhun sabne suni hai jo saaz pe guzri hai wo kis dil ko pata hai ashkon ne jo paaya hai wo geeton mein diyaa hai iss par bhi suna hai ke zamaane ko gila hai ashkon ne jo paaya hai hum phool hai auron ke liye laaye hain khushboo hum phool hai auron ke liye laaye hain khushboo apne liye le de ke bas ek daag mila hai ashkon ne jo paaya hai wo geeton mein diyaa hai iss par bhi suna hai ke zamaane ko gila hai ashkon ne jo paaya hai
aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna tu mere bete kyun roye ankhiyon ke moti kyun khoye main tera ghoda main haathi mere tere sukh dukh kaa saathi tera main sahaara hoon mera tu sahaara hai jaan se bhi pyaara hai aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna rakhna bharosa uss pe sadaa jisne hai sabko janam diya kal tera papa rahe naa rahe ab jo kaha phir kahe naa kahe kahaa naa bhulaana tu wahi rakhwaala hai ussi ko bulaana tu aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna socha tha kya aur kya laaya dete huye jee bhar aayaa le ye baisaakhi le le re mere abhaage haathon se issi ke sahaare chal chal mere pyaare chal papa ke dulaare chal aa jaa aa jaa aye mere pappa sun mera kehna chaahe dukh hove hanste hi rehna
aali ri roko naa koi karne do mujhko manmaani aaj mere ghar aaye wo preetam jin ke liye sab nagri chhaani aaj koi bandhan naa bhaaye aaj hai khul khelan ki thaani aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken moond moond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi palkon mein kundal daalo aur deh sugandh basaao jo dekhe mohit ho jaaye aisa roop sajaao aaj sakhiiiiiiii dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa sa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaj sakhi pee daalungi main darshan jal ki boond boond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi madhur milan ki durlabh bela yun hi beet naa jaaye aisi rain jo vyarth ganwaaye jeevan bhar pachhtaaye sej sajaaooooo dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa pa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa sej sajaao meri saajan ki le aao kaliyaan goondh goondh aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken
baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille naazon se tujhe paala maine kaliyon ki tarah phoolon ki tarah bachppan mein jhoolaayaa hai tujh ko baahon ne meri jhooloon ki tarah mere baag ki ae naazuk daali tujhe har pal nayi bahaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille jiss ghar se bandhein hain bhaag tere uss ghar mein sadaa teraa raaj rahe honthon pe hansee ki dhoop khile maathe pe khushi kaa taaj rahe kabhi jiski jyot naa ho pheeki tujhe aisa roop singaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille beetein tere jeewan ki ghadiyaan aaraam ki thandi chhaanvv mein kaanta bhi naa chubhne paaye kabhi meri laadli tere paanv mein uss dwaar se bhi dukh door rahe jiss dwaar se tera dwaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural
bachche mann ke sachche bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche khud roothe khud maan jaaye phir humjoli ban jaaye jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein inko kisi se bair nahin inke liye koi gair nahin inkaa bholaapan miltaa hai sabko baanh pasaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche insaan jab tak bachchaa hai tab tak samjho sachchaa hai jyun jyun uski umar badhe mann par jhooth ka mael chadhe krodh badhe nafrat ghere laalach ki aadat ghere bachpan in paapon se hatkar apni umar guzaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche tan komal mann sundar hai bachche badon se behtar hain in mein chhoot aur chhaat nahin jhoothi zaat aur
baahon mein teri masti ke ghere saanson mein teri khushboo ke dere baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere saanson mein teri khushboo ke dere khushboo ke dere masti ke gheron mein khushboo ke deron mein hum khoye jaate hain baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere saanson mein teri khushboo ke dere khushboo ke dere masti ke gheron mein khushboo ke deron mein hum khoye jaate hain baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere khaabon mein jisko tanhaa jawaani barson se takti thi tu wohi hai chhune se jiske seene mein mere lau jaag sakti thi tu wohi hai kuchh khaab mere kuchh khaab tere yun milte jaate hain dil khilte jaate hain lab gungunaate hai saanson mein teri khushboo ke dere khushboo ke dere baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere bikhra ke zulfen jhuk jaao mujh pe milne do saaya tapte badan ko maine hamesha teri amaanat samjha hai apne jaan aur tan ko tu saath mere main saath tere roohon ke roohon se jismon ke jismon se sadiyon ke naate
haay balma anari man bhaye balma anari man bhaye ka karun samajh na aaye aaa ka karun samajh na aaye haye raam balma anari man bhaye mann bhaye balma anari man bhaye puchhe prem ka matlab hum se puchhe prem ka matlab hum se jane na kuchh puchhe sab hum se jane na kuchh puchhe sab hum se uljhan badhti jaye aaaa uljhan badhti jaye haye raam balma anari man bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye mann bhaye balma man bhaye balma anari man bhaye balma anari man bhaye honth hile to baat na jane honth hile to baat na jane nain mile to ghaat na jane nain mile to ghaat na jane nis din jee tarsaye aaaa nis din jee tarsaye haye raam balma anari man bhaye neha laga aise preetam se neha laga aise preetam se bin karan jo roothe hum se bin karan jo roothe hum se samjhe na samjhaye aaaa samjhe na samjhaye haye raam balma anari man bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye man bhaye balma man
barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa toota hua iqraar e wafaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa ek dil tha jo pehle hi tujhe saunp diya tha ek dil tha jo pehle hi tujhe saunp diya tha ye jaan bhi aye jaane adaa saath liye jaa ye jaan bhi aye jaane adaa saath liye jaa tapti huyi raahon se tujhe aanch naa pahunche tapti huyi raahon se tujhe aanch naa pahunche deewane ke ashqon ki ghata saath liye jaa deewane ke ashqon ki ghata saath liye jaa shaamil hai mera khoon e jigar teri heena mein shaamil hai mera khoon e jigar teri heena mein ye kam ho to ab khoon e wafaa saath liye jaa ye kam ho to ab khoon e wafaa saath liye jaa hum zurm e muhabbat ki sazaa paayenge tanhaa hum zurm e muhabbat ki sazaa paayenge tanhaa jo tujhse huyi ho wo khata saath liye jaa jo tujhse huyi ho wo khata saath liye jaa toota hua iqraar e wafaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki
basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara pal do pal ka saath humara pal do pal ki yaari aaj ruke to kal karni hai chalne ki taiyaari basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara kadam kadam par honi baithi apna jaal bichhaaye kadam kadam par honi baithi apna jaal bichhaaye iss jeevan ki raah mein jaane kaun kahaan reh jaaye kaun kahaan reh jaaye basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara dhan daulat ke pichhe kyun hai ye duniyaa diwani yahaan ki daulat yahaan rahegi saath nahin ye jaani basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara basti basti parbat parbat gaata jaaye banjaara le kar dil ka ek taara
bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai iss tarah nighaahen mat phero iss tarah nighaahen mat phero aisa na ho dhadkan ruk jaaye aisa na ho dhadkan ruk jaaye seene mein koi pathar to nahin seene mein koi pathar to nahin ehsaas ka maara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai bedaadgaron ki thokar se bedaadgaron ki thokar se sab khawaab suhaane choor huye sab khawaab suhaane choor huye ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab ghum ka sahaara dil hi to hai dil hi to hai bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai
bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke phoolon ki tamanna ki thi haar mile khaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke beeti ruton ko koi kaise pukaare hum kal talak the sabke sab the humare beeti ruton ko koi kaise pukaare hum kal talak the sabke sab the humare aaj mohtaaj hai sahaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke kal zindagi thi apni sukh kaa taraana marne ka dhundhte hain aaj hum bahaana kal zindagi thi apni sukh kaa taraana marne ka dhundhte hain aaj hum bahaana kaise kaise khel hain sitaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke phoolon ki tamanna ki thi haar mile khaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke bujhe bujhe rang hain nazaaron ke loot gaye qaafile bahaaron ke
chaand madham hai aasmaan chup hai neend ki god mein jahaan chup hai chaand madham hai aasmaan chup hai door waadi mein dhudhiyaa badal jhuk ke parbat ko pyaar karte hain dil mein naaqam hasraten le kar hum tera intezaar karte hain chaand madham hai aasmaan chup hai inn bahaaron ke saaye mein aa jaa inn bahaaron ke saaye mein aa jaa phir muhabbat jawaan rahe naa rahe zindagi tere naamuraadon par kal talak meharbaan rahe naa rahe chaand madham hai aasmaan chup hai roz ki tarah aaj bhi taare subah ki gard mein naa kho jaayen aa tere ghum mein jaagti aankhen kam se kam ek raat so jaayen chaand madham hai aasmaan chup hai
chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa ho jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye murjhaa chale hain armaan saare dhundhlaa gaye hain sabhi ujle nazaare kaise jiyungi ghumon ke sahaare tarsi nighaahen meri tujhko sadaayen de dhadkan pukaare chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa baithi hoon main kab se teri yaad lagaaye jaane waale aajaa teri yaad sataaye itna bataa jaa tere jee mein kya hai laa ke do raahe pe bichhadna bura hai iss zindagi ka tu hi aasraa hai kya wo khata hai meri jispe khafa hai tu jiski sajaa hai chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa dil to gaya mera kahin jaan naa jaaye jaane waale aajaa teri yaad sataaye chala bhi aaaaaaaaaa ooooooooooooooooo oooooooo oooooo ooooo oooooo ooooo oooooooo oooooo ooooo meri lagan ko kahaan tune
chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono na main tum se koi ummeed rakhoon dil navazi ki na tum meri taraf dekho galat andaaz nazron se na mere dil ki dhadkan ladkhadaye meri baaton mein na zaahir ho tumhari kashmkash ka raaz nazron se chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono tumhe bhi koi uljhan rokti hai pesh kadmi se mujhe bhi log kehte hain ki ye jalve paraaye hai mere humrah bhi rusvaeeyan hain mere maazi ki mere humrah bhi rusvaeeyan hain mere maazi ki tumhare saath bhi guzari huyi raton ke saaye hain chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono taaruff rog ho jaaye to uss ko bhoolna behtar taalluk bojh ban jaaye to uss ko todna achchhaa wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin use ik khoobsurat mod de kar chhodna achchha chalo ik baar phir se
chand takta hai idhar chand takta hai idhar aao kahin chhup jaayen kahin laage na nazar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar phool shaakhon se jhuke jaate hain honthon ki taraf phool shaakhon se jhuke jaate hain honthon ki taraf jhonken bal khaa ke mude aate hain hoooo oooo oooo mude aate hain zulfon ki taraf aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chhod kar inki dagar chhod kar inki dagar aao kahin chhup jaayen kahin laage na nazar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar main hi main dekhun sajan duja naa dekhe tohe main hi main dekhun sajan duja naa dekhe tohe baakhabar kaun sautaniyaa tora hooo oooo oooo sautaniyaa tora mann mohe hoooo oooo oooo oooo dil pe daalo na asar dil pe daalo na asar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar saari nazron se pare saare nazaron se pare saari nazron se pare saare nazaron se pare aasmaanon pe chamakte huye hoooo ooooo chamakte huye taaron se pare aaaaaa aaa aaaaaa odh kar laal
ho ho ho ho ho ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re kya batlaun kaisa hai woh bilkul tere jaisa hai woh tu usko pehchaan hi lega dekhega to jaan hi lega tu saare sansar mein chamke har basti har gaanv mein damke kehna ab ghar wapas aa ja kehna ab ghar wapas aa ja tu hai ghar ka gehna behna yaad kare ho chanda re rakhi ke dhaage sab laayein kehna ab na raah dikhaye maa ke naam ki kasmein dena bhent meri ke rasmein dena poochhna us roothe bhai se bhool huyi kya maa daai se behan paraya dhan hai kehna behan paraya dhan hai kehna usne sada nahin rehna behna yaad kare ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re chanda re chanda re
chehre pe khushi chha jaati hai aankhon mein suroor aa jaata hai chehre pe khushi chha jaati hai aankhon mein suroor aa jaata hai jab tum mujhe apna kehte ho apne pe guroor aa jaata hai chehre pe khushi chha jaati hai tum husn ki khud ik duniyaa ho shaayad ye tumhen maaloom nahin tum husn ki khud ik duniyaa ho shaayad ye tumhen maaloom nahin shaayad ye tumhen maaloom nahin mehfil mein tumhaare aane se har cheez pe noor aa jaata hai jab tum mujhe apna kehte ho apne pe guroor aa jaata hai chehre pe khushi chha jaati hai hum pass se tumko kya dekhe tum jab bhi muqaabil aate ho hum pass se tumko kya dekhe tum jab bhi muqaabil aate ho tum jab bhi muqaabil aate ho betaab nighahon ke aage parda sa juroor aa jaata hai jab tum mujhe apna kehte ho apne pe guroor aa jaata hai chehre pe khushi chha jaati hai jab tumse muhabbat ki humne tab jaa ke kahin ye raaz khula jab tumse muhabbat ki humne tab jaa ke kahin ye raaz khula tab jaa ke kahin ye raaz khula marne ka salika aate
chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale dekh ke mera mann bechain dekh ke mera mann bechain rain se pehle ho gayi rain aaj hriday ke swapan phale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale roop ki sangat aur ekkaant roop ki sangat aur ekkaant aaj bhatakta mann hai shant keh do samay se tham ke chale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale andhiyaron ki chaadar taan andhiyaron ki chaadar taan ik honge do vyakul pran aaj na koi deep jale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale
    Songs Title Film/Album Song Number
Agar Mujhe Na Mile Tum Kaajal (1965) 32969
Allah Tero Naam Chhaya (Album) (2005) 18105
Ashkon Ne Jo Paaya Hai Chandi Ki Deewar (1964) 15691
Aye Mere Bete Aa Gale Lag Jaa (1973) 18316
Aye Ri Jaane Naa Doongi Chitralekha (1964) 13001
Baabul Ki Duaayein Leti Jaa Neel Kamal (1968) 20171
Baache Mann Ke Sachhe Do Kaliyan (1968) 20182
Baahon Mein Teri Masti Kaala Patthar (1979) 20176
Balma Anari Man Bhaye Bahurani (1963) 32823
Barbaad E Muhabbat Laila Majnu (1976) 12125
Basti Basti Parbat Parbat Railway Platform (1955) 15655
Bhoole Se Muhabbat Dil Hi To Hai (1963) 13099
Bujhe Bujhe Rang Hain Amaanat (1977) 12638
Chaand Madham Hai Railway Platform (1955) 15656
Chala Bhi Aa Aaja Rasiya Man Ki Ankhen (1970) 15618
Chalo Ik Baar Gumrah (1963) 20266
Chand Takta Hai Dooj Ka Chaand (1964) 13161
Chanda Re Mere Chambal Ki Kasam (1980) 32828
Chehre Pe Khushi Waqt (1965) 14404
Chha Gaye Badal Chitralekha (1964) 13002